Woh Hamare Dil Ke Kareeb Aate Rahe,
Aur Nazron Se Door Jate Rahe,
Woh Kisi Ke Khwaab Mein Sote Rahe,
Aur Hum Unki Yaad Mein Raat Bhar Rote Rahe.
Na Poocha Mere Sabr Ki Inteha Kahan Tak Hai,
Kar Le Tu Sitam, Teri Hasrat Jahan Tak Hai,
Wafa Ki Umeed, Jinhe Hogi Unhe Hogi,
Hume to Dekhna Hai Tu Bewafa Kahan Tak Hai!!.
Meri Maut Par Bhi Uski Aankhon Mein Aansu Na The,
Use Shaq Tha Ki Mujhme Ab Bhi Jaan Baki Hai..!
Dil Me Gam Ankho Me Naam Si Hai,
Sukhe Huye Hoto Par Jhuti Hansi Si Hai,
Tera Diya Dard Hai Is Baath Ki Khushi Si Hai,
Mujhe Jeene Ke Liye Bas Teri Kami Si Hai.
Na Pooch Mere Sab Ki Inthehaa Kahaan Tak Hai,
Thu Sitam Kar Le Teri Hazarat Jahaan Tak Hai,
Vafa Ki Ummeed Jinhe Hogi Unhe Hogi,
Hume Tho Dekhna Hai Thu Bewafa Kahaa Tak Hai.
Humne Socha Bhi Na Tha Yeh Din Bhi Aayega,
Koi Apna Doosron Ka Ban Jayega,
Jiske Liye Sapne Dehke Vahi,
Mujhse Mera Sapna Chura Le Jayega.
Humse to Vo Bewafai Karte Hain Fir Bhi Hum Khush Rehte Hain,
Jinse Vo Wafain Karte Hain, Vahi Humse Kehte Hain,
Ki Tumne Hamare Sapno Mein Se Rahat Been Li,
Magar Unhone To Humse Hamari Chahat Cheen Li.
Mohabbat Jo Ki Thi Wafa Bhi To Kartey
Chahat Ka Haq Tum Ada Bhi To Kartey
Daal Kar Hum Ko Anjaani Raahon Par
Miley Manzil Yeh dua Bhi to Kartey..!
Chahath Par Ab Eithbaar Naa Raha,
Khushi Kya Hai Yah Ehasas Naa Raha,
Dekha Hai Inn Ankhon Ne Toota Sapano Ko,
Isliye Ab Kisi Ka Intezar Na Raha.
Hum Tho Tera Dil Ki Mehafil Sajane Aaye The,
Teri Kasam Thujhe Apna Banana Aaye The,
Kis Baath Ki Sajaa Dhi Thumne Humko,
Bewafa Hum Tho Tere Dard Ko Apnaaye Aaye The.
Aag Dil Main Lagi Jab Vho Khafa Hue,
Mehasoos Hua Tab, Jab Vho Juda Hue,
Karke Vafa Kuch Dhe Na Sake Vho,
Par Bahut Kuch Dhe Gaye Jab Vho Bewafa Hue.
Teri Dosthi Ne Diya Sukoon Ithna,
Ki Tere Baad Koi Achha Bhi Na Mile,
Tujhe Karni Tho Bewafayi Tho Is Kadar Karna,
Ki Tere Baad Koi Bewafa Bhi Na Lage.
Dekh Ke Teri Aankon Me Pal Pal Jiya Hum Me,
Tujhe Dekh Kisi Ko Baahom Me Har Pal Mera Hum Me,
Saath Tera Jab Tak Tha Zindagi Se Vafa Mein Kartha Tha,
Ab saath nahi Jab Tera Me Vafa Mauth Se Kartha Hum.
Sukoon Apna Dil Ka MaineRavo Diya,
Khud Ko Thanhayi Ke Smandar Me Doobe Diya,
Jho Thi Mere Kabhi Muskuraane Ki Vachaa,
Aaj Uski Kami Ne Meri Palako Ko Bhigo Diya.
Itni Chahat Ki Uss Se Ki Inteha Ho Gayi,
Wo Mohabbat Kar Ke Phir Bewafa Ho Gayi,
Main To Bas Chahta Raha Toot Kar Use din-raat,
Bas Yahi To ek Mujh Se ab Khata Ho Gayi.
Log Puchte Hain Kyu Surkh Hain Tumhari Aankhein,
Hans Ke Keh Deti Hoon Raat Ko So Na Saki,
Laakh Chahoon Bhi Magar Ye Keh Na Sakoon,
Raat Ko Rone Ki Hasrat Thi Magar Ro Na Saki.
Aye Ajeeth Ek Woh Zakhm Khane Ke Baad,
Zindagi Phir Kabhi Muskurayi Nahi,
Meri Fitrat Me Hi Bewafaai Nahi Bewafaai Nahi,
Teri Tasveer Ab Tak Jalaayi Nahi Jalaayi Nahi,
Meri Fitrat Me Hi Bewafaai Nahi Bewafaai Nahi.
Kisi Din Bewafa Hokar Usse Hum Chhod Sakte Hain,
Ussi Ki Ek Saheli Se Dil Apna Jod Sakte Hain,
Kabhi Bhi Ladkiyan Gar Tod Sakti Haii Hamara Dil,
To Hum Bhi Ladkiyon Ka Dil Kabhi Bhi Tod Sakte Hain..!
Kabhi Bhi Ladkiyan Gar Tod Sakti Hai Hamara Dil,
To Hum Bhi Ladkiyon Ka Dil Kabhi Bhi Tod Sakte Hain!.