अंजनीच्या सूता तुला,
रामांच वरदान,
एकमुखाने बोला,
बोला जय जय हनुमान!
Anjanichya Suta Tula
Ramach Vardaan
Ekmukhane Bola,
Bola Jai Jai Hanuman
Happy Hanuman Jayanti!
Bhoot Pishaach Nikat Nahi Aawe;
Mahavir Jab Naam Sunawe;
Naasaye Rog Hare Sab Peera;
Japat Nirantar Hanumat Veera!
Haave a blessed Hanuman Jayanti!
Manojavam Maarutatulyavegam
Jitendriyam Buddhimataam Varistham,
Vaataatmajam Vaanarayoothmukhyam
Sriramdootam saranam Prapadhye
HAPPY HANUMAN JAYANTI
Yatra yatra raghunatha kirtanam;
Tatra tatra kritha masthakanjalim;
Bhaspavaari paripurna lochanam;
Maarutim namata raakshasanthakam
Happy Sri Hanuman Jayanthi
Sab Sukh Lahaye Tumhri Sarna;
Tum Rakshak Kaahu Ko Darna;
Aapan Tej Samharo Aapaye;
Teeno Lok Haank Te Kaapen!
Jai Hanuman Gyan Gun Sagar
Jai Kapeesh Tihu Lok Ujagar
Ram Doot Atulit Bal Dhama
Anjani Putra Pawan Sut Nama
Jai Shri Ram Jai Hanuman
Shri Ram Jai Ram Jai Jai Ram
Hare Ram Hare Ram Hare Ram
Hanuman Ji Ki Tarah Japte Jao
Apni Saari Badhaye Door Karte
Jao Shubh Hanuman Jayanti
Hanuman Hai Naam Mahaan,
Hanuman Kare Beda Paar,
Jo Leta Hai
Naam Bajrang Bali Ka,
Sab Din Hote Uske
Ek Samaan,
Janam Divas Ram Bhakt Hunumaan Ka,
Jalayi Vishal Lanka Jisne Sirf Apni Poonch Se..
Janam Divas Hai Uss Balwaan Ka,
Badhai Ho Janam Divas Hunumaan Ka!
Andhe ko jo aankhen de
Kamjoro ko baldaan
Aise hi hum par krupa karo, Hai
pawanputra Hanuman..!
Hath Jodkar Karoon Vinitee,
Prabhu Raakhiyo Meri Laaz,
Iss Dor Ko Baandhe Rakhi,
Mere PaalanHaar!
We bow to Maruti, Sri Hanuman,
who stands with his palms folded above his forehead,
with a torrent of tears flowing down his eyes
wherever the Names of Lord Rama are sung.
Happy Hanuman Jayanti
Jab teri inayat par meri nazar jaati hai,
Mere hanuman meri aankh bhar aati hai,
Tu de raha hai mujhe is kadar,
Ki hath dua me uthne se pahle hi jholi bhar jati hai.!!
Hanuman Mandir Me
buri niyat wale gayab ho jate the
Me gaya, gayab ho gaya
Mera Friend gaya, gayab ho gaya
Lekin,
TUM gaye Hanumanji gayab ho gaye.
Din Aaj Hanuman Ji Ka Aaya,
Ram Bhakt Ne Mandir Hai Bulaya,
Leker Naam Shree Ram Ka,
Bajrangbali Ko Sheesh Hai Nawaya!
Prem Pratitahi Kapi Bhaje
Sada Dhare Ur Dhyan
Tehi Ke Karaj Sakal Shubh
Sidha Kare Hanuman
Jai Hanuman
Deendayal Beerdu Sambhari
Harhu Nath Mamm Sankat Bhari
JAI SHRI RAM
Hanuman Jayanti Ki Shubh Kamnaye.!!
Koi Aur Dev Nahi Hanumaan Jaisa Duja
Kar Lo Mann Se Tum Hardam Bajrangi ki Puja
Jis Ghar Hota Ram-Naam ka Jaap Hai
Wahan Na Rahta Kabhi Jeevan Bhar Santap Hai.
Charan Sharan me aye ke
Dharu tihara dhyan
Sankat se Raksha karo
He maha veer hanuman
jai sri ram..!!