Ek Jahan Maanga Tha Jisme Bahot Saara Pyar Mile,
Magar De Diya Mehkhana Jahan Bahot Saari Sharab Thi
Ek Kandha Maanga Tha Jiska Mujhe Sahara Mile,
Magar De Di Zindagi Jahan Duniya Bhar Ki Tanhai Thi...
Zindagi hamaari yun hi sitam ho gayi
Khushi na jaane kahan dafan ho gayi
Likha Khuda ne mohabbat sabki taqdeer mein
Hamaari baari aayi to syaahi hi khatm ho gayi.
Dard ki mehfil me ek sher hum bhi arz kiya karte hai..
Na kisi se marham Na duaon ki Ummed kiya karte hai..
kayi chehre lekar log yaha jiya karte hai...
hum in aasunao ko ek chehre ke liye peeya karte hai
Honto pe ulfat ka naam hota hai,
Aankhon me chakhta jaam hota hai,
Talwaaron ki zarurat wahan kisko,
Jaha nazron se katle aam hota hai.
Dil Pe Jab Se Sharab Ka Pehra Lag Gaya,
Gam Ka Andar Aane Ka Raasta Band Ho Gaya
Zubaan Ne Jab Se Sharab Ko Chhu Liya,
Uska Naam Hamesha Ke Liye Bhool Gaya...
Mein Lotne Ke Irade Se Jaa
to Raha Hoon Magar.
Safar Safar Hai
Mera Intezar Maat Karna.
Khushiyo Se Naraz Hai Meri Zindagi,
Pyar Ki Mohtaz Hai Meri Zindagi,
Hans Leta Hoo Logo Ko Dikhane Ke Liye,
Warna Dard Ki Kitaab Hai Meri Zindagi...
Mile saans leneka
Mokha tho samja
Ishara hai a ekk naye
imthihaan ka..
Yaaro ki Mehfil Aise Jamai Jati Hai
Kholane se Pehle Botal Hilaayi Jati Hai
Fir Awaz Lgayi Jati Hai
Aa Jao Tute DiL Walo
Yaha Dard-E-DiL Ki Dawa Pilayi jati hai!
Kal tak jis titli ko apne
hi parwaz se fursat na thi...
aaj tanha hui too...
mare hi zindgai
ke phul pr aa baithi...