Zendge ek phool hai ,
aur muhabbat uska shahed
Pyar ek darya hai ,
aur mahboob uski sharyad.....
Maut per hai yakin,
Unper bhi aetbar hai,
Dekte hai phle kon aata hai,
Dono ka intzar hai...
Kon kehta hai
sharab nshai k lia pe jati hai...
Such tu yh hai
k sharab gum mitanai ko pe jati hai.....
Koi ldki hmai dhukra dai
hmai koi gum nhi
Arai Dub mry voh ldki jiske
kismt mai hum nhi
Serat nhi hai jis mai wo surat fazul hai..
Khushbu nhi hai gar tu kagaz ka fool hai..
Na dhadkai ga yeh dil terai nam sai..
Terai wasul hai tu merai bhi Kuch wasul hai.
Mile saans leneka Mokha tho samja
Ishara hai a ekk naye imthihaan ka..
Is dunia mai kagaz kai
note mehnat ke bager nhi miltai....
Tu jannat ki naimtai bhi itne saste nhi ki
Mehnat ki bager jhule mai dal dea jai...
Ek Jahan Maanga Tha Jisme Bahot Saara Pyar Mile,
Magar De Diya Mehkhana Jahan Bahot Saari Sharab Thi
Ek Kandha Maanga Tha Jiska Mujhe Sahara Mile,
Magar De Di Zindagi Jahan Duniya Bhar Ki Tanhai Thi...
Zindagi hamaari yun hi sitam ho gayi
Khushi na jaane kahan dafan ho gayi
Likha Khuda ne mohabbat sabki taqdeer mein
Hamaari baari aayi to syaahi hi khatm ho gayi.
Dard ki mehfil me ek sher hum bhi arz kiya karte hai..
Na kisi se marham Na duaon ki Ummed kiya karte hai..
kayi chehre lekar log yaha jiya karte hai...
hum in aasunao ko ek chehre ke liye peeya karte hai
Honto pe ulfat ka naam hota hai,
Aankhon me chakhta jaam hota hai,
Talwaaron ki zarurat wahan kisko,
Jaha nazron se katle aam hota hai.
Dil Pe Jab Se Sharab Ka Pehra Lag Gaya,
Gam Ka Andar Aane Ka Raasta Band Ho Gaya
Zubaan Ne Jab Se Sharab Ko Chhu Liya,
Uska Naam Hamesha Ke Liye Bhool Gaya...
Mein Lotne Ke Irade Se Jaa
to Raha Hoon Magar.
Safar Safar Hai
Mera Intezar Maat Karna.
Khushiyo Se Naraz Hai Meri Zindagi,
Pyar Ki Mohtaz Hai Meri Zindagi,
Hans Leta Hoo Logo Ko Dikhane Ke Liye,
Warna Dard Ki Kitaab Hai Meri Zindagi...
Mile saans leneka
Mokha tho samja
Ishara hai a ekk naye
imthihaan ka..
Yaaro ki Mehfil Aise Jamai Jati Hai
Kholane se Pehle Botal Hilaayi Jati Hai
Fir Awaz Lgayi Jati Hai
Aa Jao Tute DiL Walo
Yaha Dard-E-DiL Ki Dawa Pilayi jati hai!
Kal tak jis titli ko apne
hi parwaz se fursat na thi...
aaj tanha hui too...
mare hi zindgai
ke phul pr aa baithi...
Mana K Hum Bahut Ladte Hain,
Magar Pyar B Bahut Krte Hain…
Humare Gusse Ki Wajah Se
Naraj Na Ho Jana,
Hum Gussa Upar Se
Or Pyar Dilse Karte Hain…
Gardish mein taare bahut hain
magar toot ta wahi hai
jo kisi ki khwahish ban jata hai.
Ajab Zulm Karti Hain
Teri Yaadein Mujh Pe.
So Jaaun To Utha Deti Hai”
Jaag Jaaun To Rula Deti Hai