मंज़िलों से अपनी कभी दूर मत जाना,
रास्तों की परेशानियों से टूट मत जाना,
जब भी जरूरत हो ज़िन्दगी में अपनों की,
ऐ दोस्त हम तेरे अपने हैं ये भूल मत जाना।
बात हुई जब भगवान की कृपा की,
मैंने खुद को खुशनसीब पाया,
चाह थी एक अच्छे यार की,
उपरवाला खुद ही दोस्त बनकर चला आया!!.
तेरी दोस्ती को पलकों पर सजायगें ।
जब तक ज़िन्दगी है साथ निभायेगें।
देने को तो कुछ नही हमारे पास।
पर तेरी खुशी माँगने खुदा के पास जरुर जायँगे।
हर लम्हा दोस्ती का है इरादा तुमसे,
हमें अपनापन ही है कुछ ज्यादा तुमसे,
साथ देंगे तुम्हारा पूरी ज़िन्दगी के लिए,
हमेशा अपनी दोस्ती निभाएंगे है ये वादा तुमसे.
दोस्ती की राह में हद से गुजर जायेंगे हम,
आँखों के रास्ते तेरे दिल मे उतर जायेंगे हम,
ऐ दोस्त तू अगर आने का वादा करें तो,
तेरी राहों में फूल बनकर बिखर जायेंगे हम।
Pyar Se Pyari Hoti Hai dosti,
Ristee Nibana Sikhati Hai Dosti,
Acchee Dost Bahutt Kam Milte Hai Iss Duniya Mein,
Zindagi Jeena SIka Jati Hai Dosti.
Khud Ko Akela Na Samjnaa Ae Dost,
Tera Har Pal Mein Sath Nibhauga,
Chahe Mein is Duniya Mein Rahu Ya Nah Rahun,
Tere Liye Se Dost Mein Savrgh Bhi Chla Aauga.
Anjaan Logo Ko bhi Jo Paas Laata Hai,
Vahi Dosti Ka Aehaas Kehlata Hai,
Har Pal Sath Dene Wala Dost Kehlata Hai,
Verna Kabhi-Kabhi Toh Apna Hi Saaya Sath Chorh Jata Hai.
Pyar Karo Toh Jataa Kar Dekho,
ESE Majnu Tohhar Jagah Nazar Aate Hai,
Dosti Kro Toh Nibha Kar Dekho,
Kyonki Acche Dost Kabhi-Kabhi MiL Patee Hai.
Kuch Nah Mila Mujhe Iss Duniya Mein,
Bas Teri Dosti Hi Mujhe Anmol Lagi,
Ek Tune Mera Har Kadam Par Sath Nibhaya,
Baki Sari Duniya Toh Mujhe Chor Lagi.
Teri Dunia Me Aisa Din Khushi Ka Baar Baar Aaye,
Koi Mausam Na Badle Jab Kabhi Aaye Bahaar Aaye,
Aye Dost Ye Duaa Meri Tohfa Hai Pyar Ka,
Sau Saal Tak Rahe Ye Zamana Bahaar Ka.
Teri Dosti Hi Hai Jo Zinda Hu Mein,
Verna Tanhai Mein Taree Gintaah Tha Mein,
Pehle Toh Mein Tha Ghayal Panchi Ki Tarh,
Aaj Tere Hi Kaaran Udta Parindah Hu Mein.
Dosti Ki Raah Mein Aakhri Dum Tak Rahuga,
Jab Tak Hai Saans Saath Nibhata Rahuga,
Chahe Meri Aakhri Saans Hi Kyon Na Chli Jayee,
Phir Bhi Tere Liye Ae Dost Mein Aata Rahuga.
Bada Nhi Jaata Tha Aage Kaise Ye Raste Huye,
Tune Kuch Na Maanga Mera Saath Dete Huye,
Mere Paas Bas Ye Zindagi Hi Bachi Hai Ab,
Isee Bhi Tujh Par Lutaa Du Hanste Huye.
Chand Palo Ki Ye Zindgaani Hai,
Nafrato Se Isee Jiyaa Nahi Karte,
Dushman Se Hi Guzarish Karni Padegii Hume,
Kyonki Dost Toh Ab Yaad Kiya Nhi Karte.
Sukh Dukh Ki Kahani Ka Naam Dosti Hai,
Sada Muskurane Ka Raaz Dosti Hai,
Ye Pal Bhar Ki Jaan-pehchaan Nhi Hai Ae-dost,
Umar Bhar Sath Nibhane Ka Naam Dosti Hai.
Chehra Tera Chamakta Rahe Jaise Aftaab,
Sharmaye Jisko Dekh Ke Kaliyon Ka Bhi Shabab,
Rishta Hai Kya Haseen Mere Aitbar Ka,
Aye Dosti Ye Duaa Meri Tohfa Hai Pyar Ka.
Aye Dost Baar Baar Mera Dil Tujhe Kahe,
Hazir Hai Jaan Bhi Jo Kisi Kaam Aa Sake,
Armaan Bas Yahi Hai Dil E Bakarar Ka,
Sau Saal Tak Rahe Ye Zamana Bahaar Ka..!
Nazar Na Lge Iss Riste Ko Jaamne Ki,
Na Pade Jarurat Kabhi Ek Dujee Ko Maanane Ki,
Ae Dost Na Chorna Mera Sath Kabhi Verna,
Iccha Na Rehegi Phir Kabhi Dost Banane Ki.
Ae Dost Teri Dosti Ko Salam Hai,
Teri Dosto Ne Mujhe Kaabil Bana Diyan,
Tere Saamne Meri Sari Zindagi Nilaam Hai,
Tere Dukhoo Ke Samundar Mein Tune Khusiyon Ka Sahil Bana Diya.