सबसे सुंदर शब्द अल्लाह है,
सबसे सुंदर गीत अज़ान है,
सर्वश्रेष्ठ अभ्यास नमाज़ है,
विश्व परफेक्ट बुक कुरान है और अगर आप एक मुसलमान हैं तो आप बहुत भाग्यशाली हैं।।
Happy Muharram.
आज का सूर्यास्त इस इस्लामी साल का आखरी सूर्यास्त है, मैं दुआ करता हूँ की इस सूर्यास्त के साथ आपके सभी दुःख चिंताएं गुम हो जाएं और आपकी जिंदगी में नए साल के साथ नई खुशियां आएं।।
फूल खिलते रहे जीवन की राह में,
ख़ुशी चमकती रहे आपकी निगाह में,
हर कदम पर मिले खुशी की बहार आपको,
ये दोस्त देता है नए साल की शुभकामनाये आपको।।
इस्लामिक न्यू ईयर.
दुआ है की कामयाबी के हर शिखर पर आप का नाम होगा,
आपके हर कदम पर दुनिया का सलाम होगा,
हिम्मत से मुश्किलों का सामना करना,
हमारी दुआ है की वक़्त भी एक दिन आपका गुलाम होगा।।
इस्लामिक न्यू ईयर।
गुल को गुलशन मुबारक,
चाँद को चाँदनी मुबारक,
और आपको हमारी तरह से इस्लामी नया साल मुबारक।।
पिछला साल स्मृति के लिए है,
अगला साल कल्पना के लिए है,
परंतु यह साल अल्लाह का तौहफा है,
आप सभी को इस्लामी नया साल मुबारक।।
इस्लामिक न्यू ईयर..!
मिले आपको दुनिया में खुशियाँ सारी,
गम ना दे आपको खुदा कभी,
चाहे तो एक खुशी कम कर दे हमारी।।
Hussain Teray Lahoo Ki Khusbo
Falak K Daaman Say Arhi Hay
Na Jany Q Meri Aankon Me Aa Gaye Aansoo,
Sikha Raha Tha Me Bachy Ko KARBLA Likhna.
Nahi Aaj Tak Koi HUSSAIN (ra) Sa Aya
Jo Kare Waju Khu se Ada Namaj Talwar k Tale kare,
Nahi Aaj Tak Koi Nawasa HUSSAIN ra Sa Aya
Jo kare Ada Wada Apne Nana Ka Jaan de ka Imaa Ki Khatir.
Nahi Aaj Tak Koi HUSSAIN ra Sa Aya
Wo jis ne apny Na Na ka wada wafa kar dia
Ghar ka ghar supard-e-KHUDA kar dia
Nosh kar lia jis ne shahadat ka jaam
Us “Hussain Ibne-Ali” par lakhon salam
As’hab to Sabhi The Magar Waqt e Intiqal
Manga Tha Jab Nabi ne Qalam,Kyun Nahi Dya?
Bolay ye Intiqam Tha Khyber Ki Jang ka
Us Waqt Nabi ne Hamko Alam Kyun nahi dya ?
Phir aaj Haq ke liye Jaan fida kare koi,
Wafa bhi Jhoom uthe youn wafa kare koi,
Namaz 1400 saalon se intezar mein hai,
“HUSSAIN” ki tarah mujh ko ada kare koi
Jo Zulm Peh La’nat Na Kare, Aap La’een Hai
Jo Jabar Ka Munkir Nahi, Woh Munkire Deen Hai
(Faiz Ahmed Faiz)
Leta Tamaam Kaam Woh Apne Wali Se Hy
Nisbat Har Aik Imam Ki Noor-e-Jali Se Hay
Kul Akhtiyaar De Diya HASSAN-o-HUSSAIN Ko
Daita Khuda Zaroor Hay Par Milta ALI Say Hay
Taa Hashar Ye Khiyal Meray DiL Ka
Chain Hai
MOHSIN Meri Nijaat Ka ZAMIN
HUSSAIN HAI
Salam Ya Husain!!
Apni taqdeaer Jagatey hen tere Matam se,
Khoon ki raah bechaty hen tere Matam se,
Apne izhar-e-aqeedat ka saliqa ye hai,
Hum naya Saal manatey hen tere matam se
Nabi Nana Ali Baba Skhawat Ho Tu Aisi Ho.
Ktay Sarr Kray Sajda Ibadat Ho To Aisi Ho…
(SALLAM YA HUSSAIN A.S)
Ankhon k sahilon pe hai ashkon ka ek hajoom . .
Shayed gham-e-Hussain a.s ka mausam qareeb hai . .
SALAM YA HUSSAIN a.S. . . .
Lafzon Mai Kiya Likhun
“SHAHADAT-e-HUSSAIN”
Mohsin…
Qalam Bhi Mera Ro Daita Hay
“KARBALA” Ka Manzer Soch Kar.