स्नेहाचा सुगंध दरवळला,
आनंदाचा सण आला.
विनंती आमची परमेश्वराला,
सौख्य, समृध्दी लाभो तुम्हाला.
दिवाळीच्या हार्दिक शुभेच्छा!
हि दिपावली
घेवुन येवो तुमच्यासाठी,
सुख शांति, समृध्दीची,
लक्ष उधळण दिव्यांची!!
Jagmag Thali Sajao,Mangal Deepo ko Jalao,
Apne Gharo aur Dilo main Asha ki Kiran Jagao,
Khushali aur Samridhi se bhara ho apka jeevan,
Isi Kamna ke Saath Shubh Deepawali !!!
Jyot se jyot jagate chalo.
Prem ki ganga bahate chalo.
Rah mein aaye jo deen dukhi.
Sabko gale se lagate chalo.
Din aaygega sabka sunehra.
Isliye meri oar se
Happy Diwali.
दीपावली में दीपों का दीदार हो,
और खुशियों की बौछार हो।
शुभ दीपावली!
Chalo aaj fir ek deep jalaya jaye
Ruthe huye ko fir manaya jaye
Ponch kar aankho me chipi udasi ko
Jakhmo pe malham lagaya jaye
Pakad lo hath khele fir se,
Mohalle ka chakkar ek lagaya jaye
Bhul jaye gile-shikve sab purane
Aao milkar ye tyohar manaya jaye
Wish you a very Happy Diwali.
Hum jo akaash me aatish baazi jalate hain
Vo hum apni khushiyo ko jatate hain,
Kyu na is baar hum Deepavali
par aapsi baer, katuta, ranjish ko jalade!
Diwali ki hardik shubhkaamnaaye!!
Deepavali ki shatt
shatt shubhkaamnaye hai!
Tum fulo falo, aage bado,
safalta ki uchaaiyan chhuo,
yahi kaamna hai!!
Diwali ke tyohaar ki shubhkamnaayen!
Deepawali ki shubh bela me
apne mann ka andhkaar mitaayen
Mithaiyaan khaayen, pataakhe chalaayen
Aur deepon ke is tyohaar ko manaayen
Shubh diwali!
Deepawali ka yeh tyohaar
aapke liye aur aapke apnon ke liye
mangalmay ho!
diwali ki shubhkamnaayen!
Sneh aur pyaar
Khushiyon ki bauchhar
Badhe aapka karobaar
Aisa ho aapka yeh tyohaar
Deepawali ke tyohaar
ki hardik shubhkamnayen!
Khushiyo Ka Tyohar Deepawali,
Aap Sab Logon Ke Zindagi
Me Khushiyo Ke Ujaale Se,
Gum Ke Aandhare Dur
Kare Happy Deepawali..!
Narak Chaturdashi Ka Tyohar,
Diyon Ki Jagmagahat Beshumaar,
Har Aur Pyaar Hi Pyaar,
Yahi Tha Aaj Ka Mukhya Samachar...
Aap Ko Narak Chaturdashi
aur Choti Diwali ki Shubhkamnaye
Aayee hai Diwali dekho
Sang layi khushiya dekho
Yehan wahan jahan dekho
Aaj deep jagmagate dekho
Happy Diwali
Deepawali ke is subh avsar par
Meri subhkamnaye kabool kijiyega!
Diwali aayee,
masti chhahi,
rangi rangoli,
Deep jalaye,
dhoom dhadaka,
chhoda phataka,
jali phuljadiyan,
Sabko bhaye.
Happy Diwali!
Yeh deep nahi Deepavali ke,
Yeh deep hai us roshni ke
Jo hamare dilo me prem,
sohaard vishwaas jalaye!
Shubh deepavali!!
Deepon ki tarah tum sada jagmagaate raho,
Lakshmi ji ka aashirwaad paate raho,
Meri hai yeh shubhkaamna tumhe
Khush raho tum deerghaayu raho!!
Shubh deepawali!!
Aapke jeevan me sadaiv
khush-hali aur samridhhi ho!
Jagmagaate deepon ke
parv ki bahut- bahut badhayi!