Wo Sham Wo Rukhst Ka Sama Yad Rahega.
Wo Sheher Wo Safr Wo Makan Yad Rahega.
Hum Bhol Saky Hain Na Tujhe Bhol Saken Gy.
Tu Yad Hai Hume.
aur Hmesha Yad Rahega.
Jane Kyu Woh Hame Kuch Aisi Nishani De Gaye Dohra Na Sake Aisi Kahani De Gaye Hum To Reh Gaye Pyase Par Woh Hamari Palko Ko Pani De Gaye
Diwali wo bhi manate he,
diwali ham bhi manate he.
Magar bas fark itna he,
ki wo deep jalate he,
or ham dil jalate he.
Sham tanhai ki he,
ayegi manjil kaise,
jo mujhe raah dikhaye wo sitara na raha.
ae najaron na hanso,
mil na sakenge tum se,
Tum mere na ho sake me bhi tumhara na raha.
Bhulna hamari aadat nahi,
yaad ashat chali jaye to alagh baat hai,
yaad aati hai har sans ke sath,
sans khatam ho jaye to alagh baat hai.
bigadta hai kaise mukaddar to dekho,
ujadata hai kaise koi ghar to dekho,
band hai raste pyar k vaste.
meri tanhai ka ye manjar to dekho.
Jab Dil kisi ko Bhool N paye ,
Ankho se Ansu rukh N paye ,
Yaadon ki Sham Guzar N paye ,
tho Yaad krna is dil ko Jo Bhool k bhi Tumko Bhool N paye ...
Wo Yaad Aaye Bhulate Bhulate,
Dilke ZakhaM Ubhar Aaye Chhipate Chhipate,
Sikhaya Tha Jisne Muskurana Usine Rula Diya Hasate Hasate..
Kya hua jo tut gaya ye dil,
apne hi hato se chut gaya ye dil,
mere pyr ko tamsha bana diya usne jise apni dhadakane tak de gaya ye dil.
Ek tabassum hai laboon per raqsaan yunhi koshish hai ghum chupaney ki Mairey ahbaab yeh samajhtey hain Mujh ko aadat hai Muskuraney ki
Silsile To Yunhi Chalte Rahenge Fasle Hai Aur Badhte Rahenge Aap Kyon Nahi SaMajhe HaMari Baat Ke Aapke Bina To HuM Til Til Marte Rahenge..
vade karte he,kasme khate he,
fir bhi na jane kyo log saath chhod jate he.
mujhe takleef hoti hai fool todne me,
na jane log dil kaise tod jate he.
Nazar milake humse nazar chura mat lena dost banakar hame dushman bana mat dena mana ki hum door hain aapse isi baat ko bahana bana kar humko bhula mat dena!!!
zindagi ne kuch iss tarah ka rukh liya,
jisne jiss taraf chahamod diya,
jissko jitani thi jarurat saath chala,
or fir ek pal main tanha chod diya..
Jab kabhi hamne kisi se dosti karni chahi,
har samay uljhan yahi mere samne aayi,
hamne to usme pyar ki khushboo ko soongha,
badan se uske hame,
bewafai ki boo aayi.