‘Ek Roz Aik Sahab Ne Hum Se Kaha:
=
Aata Nhi Hy
Zikr-e-RÄSÖÖL-E-KHÜDÄ_s’a'w’w Tumhen
_
Bus FÄTiMÄ_s’a ki Baat Hy Ya HÄiDER_a’s ki Bat Hy
_
Me Ne Kaha
Zikr-e-RÄSÖÖL-E-KHÜDÄ Kroon..
_
Kehnay Lagay k Haan Yahi johar ki Baat Hy
_
Me Ne Kia jo
Dawat-e-AwwaL ka Tazkira
_
BoLay Hat’tao is Me To HÄiDER ki Baat Hy
_
Me Ne Kaha
Jihad-e-Päyämbar Kroon Bayaan
_
BoLay KhandaQ ka Zikr Hy Kahi’n Khebar ki Baat Hy
_
Me Ne Sunaya
Ääyät-e-Tätheer ka NuzooL
_
BoLay k GHAR Me Rehnay Do Ye Ghar ki Baat Hy
_
Me Ne NÄBi ki Butt-Shikni ka kia jo Tazkira
_
BoLay Paa-e-ÄLi Aor Dosh-e-Päyämbar ki Baat Hy
_
Me Ne Sunaya jab Shab-e-Hijrat ka WaQiya
_
BoLay k Ye RÄSÖÖL k Bistar ki Baat Hy
_
Me Ne NÄBi k Akhri Hajj ka kia jo Zikr
_
BoLay k Ye Ghadeer k Mimbar ki Baat Hy
_
Aray Me Ne kaha k Zikr-e-NÄBi kis Tarah Kroon
_
ÄHMÄD ki Baat Baat Me HÄiDER ki Baat Hy..!’