For you
नवाबी तो आज भी खून मे है. . . .
लेकीन पता नही ये दील कैसे तूम्हारी
गूलामी कर गया..!!
Mere lafzon se naa kar...
mere kirdar ka faisla
teri umr beet jayegi
meri haqeeqat dhoondte dhoondte
Kaash jo kahaaniyon mein hota hai ,
wo asal Zindagi mein bhi ho pata
Mai tumhe ek Sandal pehnaata,
aur tum Cindrella ki taraah meri hojaati
Ro Rahay Hain Aaj Hum?
Ye Qasoor Faqat Humara Hai?.
Hanstay Thay Hum bhi Kabhi
Mohabbt Karnay Waalon Par?.
Zindagi ki uljhanon ne hamaari
sharaaratein kam di,
Aur log samajhne lage ki
hum samajhdaar ho gaye.
Dard Jo Tune Diya Wo Gehra Diya,
......
Karke Wada Tune Humko BhulaDiya,
Zakham Dene Wale Tera Bhi Sukriya,
Jo Zindagi Ka Tune Matlab Samjha Diya.
Bahot tehelka machaya hua hai
mehfil mein tumne ,
zara sabr rakho abhi
hamara aana baki hai..
Kisi se itni NAFRAT na karo k
kabhi MILNA pare to MIL na sako...
|
Or
Kisi se itni MOHABBAT na karo k
kabhi TANHA jeena
pare to JEE naa sako.
Sudhri hai tou bas meri aadatein. ....
Warna mere shouq aaj bhi
teri aukhat se unche hai
Bulandi Ki Udaan Par Ho To...
Zaraa Sabr Rakho....
Parinde Bhi Batate Hai Ki....
"Aasman Par Thikaane Nahi Hote....!!
Mana ki tu haseen hai,
magar itni kaha jitna
meri nigaho ne tujhe
bana rakha hai..
Tum Kya Lagaoge Meri Mohabbat Ka Andaaza....
"Meri Chahto Ka Samandar
To Teri Soch Se Bhi Gehra Hai....!!
Log samajte hai
ki mai thumare husn par marta hu ,
agar tum bhi yahi samajhte ho to suno
jab husn dhal jaye tab laut aana..
Tum Baat Karne Ka Mauka To Do..
......Kasam Se......
"Rula Denge Tmhe Tmhare Hi
Sitam Ginate Ginate....!!
Zara batao toh...
Kisey ghuroor hai
apni daulat par,.
Chalo usey Badshahon se
bhara Qabristan dikhata hoon...
Waqt Ne Zindagi Ko
Is Qadar Ghuma Diya....
Aanshu Bhi Na Tapake
Aur Zee Bhar Ke Rula Diya....!!
Shauk nahi hamme mashoor honeka
Par kya kare itehfaak se
is chere ko log
ek nazar me hi pehchaan lete hain
Kitaab me dabi....
Jab teri ulti tasweer najar aati hai....
"Tera wo Palat Kar Dekhna Yaad Aata hai...."
Zindagi zarurato ke mutabik jeene mein
asli maza hai,
kyunke khwahishein
to badshaho ki bhi adhuri reh jaati hai...
Teri Jheel Si Aankho Me Fir Se Kho Jaane
Ka Dil Krta Hai....
"Par Fir Se Mera Dil Toote
YE Gunaah Mujhse Nahi Hoga YAARA....!!