Taj Vaj Har Koi Hai Banaye Tere Naam Ka Woh Town Banayega,
Tere Aashiquon Ko Kar Diya Warn Tere Yaar Ne,
Tujhse Gar Koi Flirt Kare To Uska Cloud Banayega,
Tere Attitude Ne Bigaadta Munda Hai Shareef...!!!
Aashaon Ka Banke Darpan Tune Badla Mera Jeevan,
Anjaane Me Jod Di Maine Tujhse Apne Dil Ki Dhadkan,
Aayi Hai Yaad Phir Tu Phir Hosh Khoo Gaya,
Phir Dil Machal Machal Ke Betaab Ho Gaya,
Deewana Kiya Hai Teri Yaadon Ne Tu Aake Zara Dekh Le Aaja..!
Ab Tak Maine Khwab Jo Dekhe Un Khwabon Ki Chahat Hai Tu,
Lagta Hai Kyu Aisa Mujhko Dil Ki Pehli Hasrat Hai Tu,
Yeh Meri Beqaraari Yeh Meri Bekhudi,
Hass Hass Ke Roz Mujhse Karti HaiDillagi,
Deewana Kiya Hai Teri Yaadon Ne Tu Aake Zara Dekh Le Aaja.
Jab Se Tum Hoo Gaye Bekarari Badhi,
Chain Aata Nahi Ekk Pal Ekk Ghari,
Abb To Bechain Hoon Bas Tumhare Liye,
Teri Zulfoon Ka Mujh Koo Bhi Saaya Mile,
Saath Rehna Mere Har Kadam Abb To Aajaao Meri Janam.
Mere Naghmon Me Jo Basati Hai Vo Tasvir Thi Woh,
Naujavaani Ke Haseen Khwaab Ki Tabeer Thi Woh,
Aasmanon Se Utar Aayi Thi Jo Pari Raat Ki Raat,
Ek Anjaan Haseena Se Mulaqat Ki Raat..!
Dur Tumse Rahoon To Main Kaise Rahoon,
Paas Jaauon To Jaakar Main Kaise Kahoon,
Bin Tumhare Naa Reh Paye Jee Paye Hum,
Abb To Aajao Meri Janam Aajao Meri Janam.
Tum Ho Chahat Meri Mujh Koo Tadpao Na,
Dil Hai Naajuk Meraa Iss Ko Tarsaao Na,
Zindagi Bhar Tumhe Chod Sakta Nahi,
Yeh Zamana Mujhe Rok Sakta Nahi,
Kuch To Rakh Le Re Mera Bharam,
Abb To Aajao Meri Janam..!
Jabb Se Tum Ho Gaye Bekarari Badhi,
Chain Aata Nahi Ekk Pal Ek Ghari,
Saath Rehna Mere Har Kadam Abb To Aajao Meri Janam.
Teri Tasveer Se Dil Behalta Nahi,
Main Tujhe Chod Doon Dil Yeh Kehta Nahi,
Yaad Teri Mujhe Abb Sataane Lagi,
Mere Khwabon Khayalon Me Aane Lagi,
Tum Joo Mil Jaao Mitt Jaaye,
Gham Abb To Aajao Meri Janam..!
Every Second Saao Saao Baar Tenu Yaad Kare,
Apne Doston Naal Bhi Teri Gal Baat Kare,
Cold Excited Phirta Hai Kab Tu Aayegi Kareeb,
Tere Nakhre Ne Bigaadta Munda Hai Shareef.
Qabool Ho Gai Har Dua Hamari Mil,
Jo Gayi Hamein Chahat Tumhri Ab,
Nahi Chahat Hy Dil Hamar Kuch Jab,
Se Mil Gayi He Ise Mohabbat Tumhri.
Ladki Hai Jaise Koi Paheli Kal Jo Mili Mujhko Uski Saheli,
Maine Kaha Usko Jaa Ke Yeh Kehna Accha Nahi Hai Yuh Dur Rehna,
Kal Sham Nikle Wo Ghar Se Tehalne Ko Milna Jo Chahe Agar,
Wo Milne Aaye To Sakoon Dil Payega Paucha Do Us Tak Khabar.
Wo Mere Dil Ke Bahut Bahut Paas Hai Yaaron,
Usko Paane Ki Mere Dil KoPyaas Hai Yaaron,
Nazron Ke Paas Hai Magar Phir Bhi Bahut Dur Hai,
Kuch Din Pehle Dekha Tha Baal Banati Wo Balcony Me Aayi Thi Nazar..!
College Se Nikalte Hi Kuch Dur Chalte Hi Raste Me Hai Uska Ghar,
Pehli Dafa Maine Jab Usko Dekha Tha Sanse Gayi Thi Thehar,
Rehti Hai Wo Dil Me Mere Kaise Main Batau Use,
Main To Nahi Keh Saka Doston Koi To Bata Do Use.
Karta Hu Uske Ghar Ke Main Phere Hasne Lage Hain,
Sab Dost Mere Sach Keh Raha Hu Uski Kasam Hai,
Main Phir Bhi Khush Hu Bas Ek Gam Hai,
Jise Pyar Karta Hu Main Jis Pe Marta Hu Usko Nahi Hai Khabar.
Masoom Chehra Nichi Nigahen Bholi Si Ladki Bholi Adayen,
Naa Apsara Hai Na Wo Pari Hai Lekin Yeh Uski Jaadugari Hai,
Diwana Kar De Wo Ek Rang Bhar De Wo Sharma Ke Dekhe Jidhar,
Dil Me Wo Mere Bas To Gayi Hai Jabse College Me Aayi Nazar.
Aap Hi Ke Liye Jeete Hain Aap Hi Ke Liye Marte Hain,
Aap Hi Ho Hamare Dilbar Jinse Hum Pyar Karte Hain,
Sabse Pyara Hai Mahboob Mera Sabse Nirali Uski Ada Hai,
Na Jaane Huyi Kya Humse Khata Jo Aalkal Rahta Hai Khafa.
Tum Ko Nahi Maloom Main Tujhse,
Kitni Mohabbat Karta Hoon,
Yaad Me Teri Tanhaa Akela Main To Aahen Bharta Hoon,
Nazrein Uthaoon Nazrein Jhukaoon,
Samne Tu Meri Muskuraye,
Jitna Main Chahoon Tujhe Koii Tujhe Naa Chaahe.
Gora Tann Waali Hai Mann Ki Yeh Kaali Hai Yeh To Hai Japani Gudiya,
Kali Hai Bhawani Hai Sabse Sayaani Hai Yeh To Hai Zehar Ki Puriya,
Kyaa Hai Aashiq Bataunga Chakke Main Iski Chhudaunga,
Do Doston Mere Saath Taali Meri Sweetheart Badi Nakhrewaali.
Tera Khayal Mere Dilse Jaa Nahi Sakta,
Tamam Umar Mein Tujhko Bhula Nahi Sakta,
Ek Baar Tujhko Dekha Phir Dekhu Yeh Dil Kare,
Ab Mein Jaha Bhi Jau Teri Justuju Rahe,
Deewana Kiya Hai Teri Yaadon Ne Tu Aake Zara Dekh Le Aaja.!