Jo Hame Apki Ek Zalak Mil Jaye,
To Hamara Ye Vrat Safal Ho Jaye,
Ham To Baithe Hain Aapke Intezar Mein,
Aap Aaye Aur Hamare Vrat Ko Pura Karde.
Happy Karwa Chauth.
Sabhi Married Bhaiyo Ko Yeh Suchit
Kiya Jata Hai, Ki Karwa Chauth
Ke Din Savdhani Aur Dhiraj
Se Kaam Le, Becoz Bhuki
Sherni Jyada Khatarnaak Hoti Hai.
Ham To Bhukh Se Mar Rahe He Yahan
Par Aapko Hamari Qadar Hai Kahan,
Aaj Hai Hamara Karva Chauth,
Aake Pilao Pani Dur Karo hamari Pareshani.
Happy Karva Chauth.
Karwa Chauth Nikal Geya Hai... Sabhi Bhai Apni Regular Wali BP-Sugar Wali Medicines Zaroor Len.
Sirf Karwa Chauth Vrat Par Bharosa Na Rakhein!
Karwa Chauth Ka Yeh Tyohar,
Aaye Aur Laaye Khushiyan Hazaar,
Yehi Hai Dua Hamari
Aap Har Baar Manayein Yeh Tyohar,
Salamat Rahey Aap Aur Aapka Pariwar
Is Jiwan Mein Mujhe Jo Mila Hai Tera Saath;
Dukh Saare Mit Gaye, Hua Hai Khushiyan Ka Aagaz;
Sada Hamara Aisa Hi Bana Rahe Yeh Saath.
Happy Karwa Chauth!.
Its day of fast my wife,
I know you care fore my life,
Though I can eat but believe I did not take any wheat,
I as Husband cares of your every moment,
I love you...!!
Happy Karwa Chauth......
Karwa Chauth Hai Bas Itna Kaam To
Kar Do, Apni Ansuon Se Meri Sooni
M
aang Hi Bhar Do, Tere Liye Hi
To Pehna Hai Reshmi Joda, Teri
Nigaah Me Ab Tak Magar Parayi Hu.!
Aaye to sang laye khushiyan hazar,
Har sal manain hum yeh tuohar,
Bhar de hamara daaman jewelry ke sath,
De jaye umren hazaar baar baar!
HAPPY KARWA CHAUTH..!!
Apne Haathon Mein Choodiyaan Sajaye
Maathe Pe Apne Sindhoor Lagaye,
Nikle Har Suhagan Chand Ke Intezaar Mein,
Rab Unki Har Manokaamna Poori Karyein.
Aaj mujhe aapka khaas intezaar hai,
Ye din hai karvachauth ka..
Apki lambi umra ki mujhe darkaar hai..
Jaldi aana, yakin karna apke liye sab chorr baitha apka pyar hai !
Jab Tak Na Dekhey Chahera Aap Ka,
Na Safal Ho Yeh Tyohaar Hamara,
Aapke Bina Adhura Hai Jivan Hamara,
Jaldi Aao, Dikha Do Apni Surat,
Aur Kar Do Karva Chauth Safal Hamara.
Happy Karva Chauth…!
Muhabbat aik aisi bhi,
Khuda ki banai moti si,
Bhook pyaas se aur chamke..
Aise fitrat karva chauth ki jyoti si…
Aaj Fir Aaya Hai Mausam Pyar Ka,
Na Jane Kab Hoga Deedar Chand Ka,
Piya Milan Ki Raat Hai Aisi Aayi,
Aaj Fir Nikhrega Roop Mere Yaar Ka.
Jan Heet Me Jari Aaj Ye Farman Hai,
Dil Se Nikla Hua Ye Hamara Aramaan Hai,
Hai Aaj Karva Chauth Suhani,
Jis Par Fida Hamari Jaan Hai,
Happy Karwa Chauth
Karva Chauth Ke Din Bada Khush Hota Hai,
Kyu Ki Woh DIn Bada Hi Shubh Hota Hai,
Rakhte Hain Us Din Pati Ke Liye Vrat,
Kyu Ki Dil Mein Unki Lambi Umar ka Armaan Hota Hai.
Happy karva Chauth.
Karwa Chauth Ka Anand Ek Stri Hi Janti He,
Apne Pati Ki Mohabat To Ek Stri Hi Janti He,
Na Jane Kyu Par Aaj Kahene Ko Ji Chata He Ke,
Karwa Chauth Hi Uske Bhagya Ko Banati He…
Sab Mil Gaya Apko Paa Kar,
Hamara Har Gham Mit Gaya Apko Paa Kar,
Sawar Gai Hai Zindagi Hamari Har Lamhe Ke Sath,
Apko Apni Zindgi Ka Hissa Bana Kar.
Karwa choth di sawer wife uth k sargi karan lagi,Husband-sawere-2 ki rola paya hoya hai?Wife-Sutta reh moya tera hi syapa karn lagi aa.
Chand Ki Chamak Ke Sath,
Sanso Ki Mehak Ke Sath,
Shradha Ki Saans Liye,
Vishvas Ki Saugat Liye,
Dil Se Tumhare Liye Hai,
Khas Ye Raat,