Chand Ki Chamak Ke Sath,
Sanso Ki Mehak Ke Sath,
Shradha Ki Saans Liye,
Vishvas Ki Saugat Liye,
Dil Se Tumhare Liye Hai,
Khas Ye Raat,
Happy Karwa Chauth.
Suraj Ne Phoolo Se Pucha
Aaj Tu Itne Khush Kyon Ho
Phoolo Ne Muskurate Hue Kaha
Aaj Karva Chouth Hai
Tum Mile Mujh Ek Pyar Ki Tarha,
Sath Tumhara Hai Sansar Ki Tarha,
Yu Hi Bana Rahe Rishta Apna,
Khubsurat Ehsas Ki Tarha.
Sabhi Vivahit bhaiyo Ko
Yah suchit Kiya jata hai ki
Aaj ke din Savdhani aur Dhiraj Se kaam leve..
Bhuki Sherni Jyada Khatarnak Hoti hai
'Happy Karvachauth!!
Subha Ki Tayari Sargi Ke Sath,
Har Patni Sajegi Khubsurti Ke Sath,
Is Pyare Tyohar Per Har Patni
Pati Ki Lambi Umar Ka Vart Rakhti Khushi Ke Sath.
Wish You Happy Karwa Chauth.
Dhanya woh devi jo pati sukh hetu vrat paave,
Dhanya woh pati jo devi roop patni paave,
Dhanya woh swaroop jo Manushyata ka deep jalawe..
Karva Chauth ki Shubhkamnaye....
Sath Janam Ka Sath Mile,
Aisa Jivan Mujh Khas Mile,
Na Ho Koi or Khwahish Meri,
Bas Jab Tujhe Yaad Karu Tu Mere Pass Mile.
Happy Karwa Chauth To My Dear Wife.
Pati Ka Pyar Aur Unka Dular
Stri Ke Liye He Ye Ek Vardan,
Raheti He Ye Karwa Chauth
Mil Jaye Bhagvan Ka Pyara Prasad
Pyar Bhara Rishta Hai Apna Is
Vishwas Se Sambhaale Rakhna
Karwachuath Ke Paawan Din Par
Chand Nahi Bas Tera Chehra Hai
Dekhna Happy Karwa Chauth.
Mere Dil Me Aaj He Ye Tammana,
Unke Liye Karu Me Koi Kamna,
Marte Dum Tak Rahe Jaye Jo Yaad,
Karna He Aisa Koi Kaaj…..
Ham Rahenge Karwa Chauth Aaj
Happy Karwa Chatuh
Karwa Chauth Ka Din Hai,
Tumhaari Yaadon Se Bhare Hai,
Hum Tum Bin Zindagi Kitni Berang Hogi,
Ye Soch Ke Kayi Baar Dare Hai.
Hum Miss You This Karwa Chauth.
Karwa Chauth Ke Din Bada Khush Hota He,
Kyu Ke Wo Din Bada Hi Subh Hota He,
Rakhte He Us Din Pati Ke Liye Vrat,
Kyu Ke Dil Me Unki Lambi Umar Ki Aas Hoti He…
Karwa Chauth Din Hai Suhaagan Ka
Iss Din Bhagwan Se Yahi Kehna Hai,
Tere Pyar Ke Saaye Mein
Ae Meri Jaan Hume Yun Hi
Beparwah Khushi Se Rehna Hai.
Maherban He Aaj Ham Par Bhagvan,
Hamko Diya He Pyare Pati Ka Vardan,
Ye He Karwa Chauth Ki Kamyaabi,
Aur Hamara Dil Karta He Wah Wahi…
Umar Chahe Kitni Lambi Ho,
Bas Har Lamha Tera Sath Chahiye,
Rakha Karwa Chauth Ka Vrat Is
Khwahish Me Mujhe Khushiyon
Ki Hum Dono Par Barsaat Chahiye.
Happy Karwa Chauth!!.
Jab Jab Aati He Karwa Chauth,
Tab Tab Hoti He Hame Kahushi,
Har Din Manaye Khushiya,
Bas Ek Din Ka Rahe Upvaas…
Uske Sajde Me Mera Sar Jhuk Jaaye,
Jis Pal Saath Mere, Wo Lamha Wahi Ruk Jaye,
Aye Chaand Sab Tujhe Dekhke Apno Ki Umar Lambi Maangte Hi,
Me Bhi Chahta Hu, Meri Umar Mere Chaand Ko Lag Jaaye.