Pholon ki tarah haste raho,
bhanwaron ki tarah gungunao,
Allah ka ho naam labon par,
jamkar ye Eid manao.
Bakra Eid Al Adha.
Chal Chaliay Masjid Di
Chal Chaliay Masjid Di Us Nukar Tey
Jithay Jutiyaan Di Lambi Qataar Howay
Ek Tu Chuk Lay Ek Mein Chuk Laan
Saadi Eid Bari Mazaydaar Howay
Ibadat se dil ko abaad karna,
aur gunahoun ko dil se azad karna.
Hamari bas itninsi guzarish hai,
ki hamein bhi bua mein yaad karna.
Eid Al Adha.
Faraz Arz Karte Hein.
Itna Tau Humein Bhi
Check Krna Ata Hay
Farazz Kay Bakra Andal Hay
Ya Phir Khassi
Advance Bakrid
Eid ka din hai aaj toh galey mil ae zalim,
aasm-e-duniya bhi hai, mauqa bhi hai,
dastur bhi hai.
Ab Tu Dyniya Waalon
Pe Bilkul Bharosa Nhi Karna FARAZ…
Ek Bewafa Hum Ko
China Ka Bakra Keh K Kutta Baich Daya..!!
Be khatar kood pada
aatish-e-namrood me ishaq,
aqal hai mehwe
tamasha-e-lab-e-bam abhi.
Hum Qurbaniyon K Adi Hain
Jo Barhate Hain Baho Mandi Ka
Inki Man Maniyon K Adi Hain
Den Gay Mehngai Mein Bhi Qurbani
Hum Qurbaniyon K Adi Hain…
Happy Bakrid Day.
Ye daur apnay Ibrahim ki talash mein hai,
sanamkada hai jahan La Ilaha Illallah.
Bkara Eid Al Adha.
Pura Saal Qurban Hoty Hain!
Humen To Kahbi Itni Izzat Nahi Mili…!
Happy Bakrid day.
Aasmaan me chaand chadh aaya hai
Sitaron ne bhi aanchal lehraaya hai
Aa gaa len hum khushi ke geet
Dost mere Mubarak ho tumhein ye Eid
Eid Al Adha
Ghareeb Ki Bakra Eid
Mune Ki Ama! Pichle Saal
To Bakre Ki Qurbani Di Thi
Magar Is Bars To Srf Bakre
Ki Tasver Hi Khared Ska Hon…
Phoolon ki tarah haste raho
Bhanwaron ki tarah gungunao
Allah ka ho naam labon par
Jamkar ye Eid manao!
Main Eid Sy Pehly Qurban Ho Geya
Rait Tery Sun Kar Main Tuh Heran Ho Geya
Kasai Ki Fees Puch Kar Pareshan Ho Geya,
Teri Qurbani Tu Eid Ko Hogi Bakre Mian
Main Tuh Magar Eid Sy Pehly Hi Qurban Ho Geya….
Aaya hai aaj ka din ye mubaarak
Saji hai raunaqon ki mehfil har taraf
Eid hai us Khuda ka nayaab tohfa
Aap sabko hamaari
taraf se Eid Mubarak!
Aata nahi Nazar kuch bhi Siwaye Eid
Meri Taraf se Eid Mubarak ho Aap ko
Bus Mere Pass Hai Yehi Tohfaa Bara-e-Eid
Eid ke khoobsurat chaand ka ho yahi paigaam
Mulk me ho ekta aur bhaichaare ki ho ajaan
Sajde hon qubool mohabbat ke, bhoolen hum bair
Gujhiyon aur siwaiyon se saje meethi muskaan
Hqiqt smjo ya afsana
Apna smjo ya begana
Hmara apka rishta hy purana
Islye frz tha apko btana
K BKRA EID a rhi hy,
Ab shuru krdo ghas khana
Mere mulk ki kuchh aisi hawa ho
Behti har taraf sirf mohabbat ho
Mandir- masjid ke jhagde na ubharen
Qubool kare Khuda sabke sajde!
Woh janwaron ki khushbu,
Woh gobar ki badbu,
Woh sardi main mandi jana,
Aur janwaron ke sath latak kar wapas aana,
Woh pinduon ke nakhray,
Aur hamara satana,
Dil pasand ke bachhray,
Lasani ki bachhriyan,
Mubarak ho aapko EID ki khushiyan…