Laxmi Devi Ni Krupa Tmara Par Varse
Badha Tamari Pase Loan Leva Tarse
Bhagvan Tamne Thela Bhari Ne Aape Paisa
Ke Tame Chiller Leva Tarso.
Sone ka rath, chandi ki palki
Baith kar jisme hai Maa Laxmi aayi
Dene aapko or aapke pariwar ko
Dhanteras ki bhadhai.
Happy Dhanteras!!
Ye dhantersh khusi se nikle,
dilo me khusiya ,ghar me shukh ka vaas ho;
here moti se aapka taj ho;
mite duria,sab aap ke pas ho;
aisa dhantrs aapka is saal ho
Happy Dhanteras
Karo Apni Jeb Khali,
Taki Bhar De Mata Laxmi Use,
Kyu Ke Aa Rahi He Dhanteras,
Mat Karo isme Jara Bhi Aalas,
Happy Dhanteras..
Dhanteras Par Apka Dhan Badhe,
Sath Hi Sath Apka Maan Bhi Badhe,
Ban Jaye Aaap Itne Udar,.
Kar De Ham Par Laxmi Ki Fuhar..
Aati He Diwali Se Ek Din Pahele
Karti He Paiso Ki Baarish
Kahete He Ham Isko Dhanteras
Ye To He Badi Suhani Badi Mast..
Dhan Dhanya Bhari He Dhanteras
Dhanteras Ka Din He Bada Hi Mubarak,
Mata Laxmi He Ye Din Ki Sanchalak
Chalo Milkar Kare Puja Unki..
Kyu Ke Laxmiji Hi To He Jivan Ki Udhharak
May the auspicious occasion of Dhanteras bless you a life of gold and health of platinum.
May Goddess Lakshmi showers her blessings upon you.
Wish you a Happy Dhanteras!.
Har Din Bade Apka Karobar,
Apko Mile Sab Se Sneh or Pyar,
Dhan Ki Ho Ap Per Buchar,
Esa Ho Apka Dhanteras Ka Tyohar.
Happy Dhanteras!.
Khushiyan Apaar Ho,
Acha Apka Vyapar Ho,
Maa Lakshmi Ka Aashirvaad Ho
Itni Achi Dhanteras Apki Abki Bar Ho.
Dhanteras Ki Hardik Shubhkamnaye!!!.
Aaj Ke Shubh Din Pe,
Maa Laxmi Aye Ghar Apke,
Bhare Apke Jivan Mein Khushiya,
Or Dur Kare Dukh Apke.
Happy Dhanteras.
Apka Bade Karobaar,
Mile Apko Khushiyan Apar,
Maa Laxmi Aye Apke Dwar,
Mubarak Ho Apko Dhanteras Ka Tyohar.
Aaj Phir Dhanteras Aaya Hain
Phir Aaj Machal Raha Hu Main,
Khareedne Ko Sona Aur Chandi
Dhan Pane Ko Taras Rha Hu Main,
Ameeron Ki Ye Baate Sun Sun K
Kuch Kuch Sulag Raha Hun Main.
Dhanteras Ka Yeh Tyohar,
Jeevan Me Laye Khushiyan Apaar,
Mata Laxmi Viraje Aapke Dwaar,
Aapki Sabhi Kamna Kare Sweekar.
Dhanteras ka tayohar aaya
Sabke liye naye khushiya laya
Lakshmi, Ganesh ji viraje aapke ghar mein
Sadda rhe khushiyo ki shaya.
Subh Dhanteras
Dhanteras Par Badhe Aapka Dhan,
Mata Laxmi Kare Khush Apka Maan,
Karte He Yahi Prarthna Mata Se,
Na Kabhi Dukh Pade Mere Dost Ko.
Dhan Vi Tera, Te Man Vi Hai Tera;
Jindri Vi Teri, Te Shreer Vi Tera;
Mera Iss Jag Vich Rabba Kuch Nahi;
Daata Tera Shukar Hai Iss Dhanteras!